do din ki tarif to koi bhi kar leta hai.
lekin jise jindagi bitani hai.
usko poochho na ki ine pahadon ki hakikat kya hai.
Prakrutik khubsurti se to bharpur hai.
Lekin jivan yapan ke liye kuchh nahin hai.
khubsurt do pyar karne walon ki bhi ho sakte hain... Khubsurti pahadon ki bhi ho sakti hai.... Khubsurti najron mein honi chahie... dekhne wale ki ichcha honi chahie.... khubsurti kisi bhi chij mein dekh sakti hai.... Khubsurati kisi ki aankhon mein bhi dikh sakti hai.... kisi ki baton mein bhi dekh sakti hai... Mera blog khubsurti darshata hai.. chahe pyar karne walon ki khubsurti Ho. chahe pahadon ki khubsurti Ho.... khubsurati main Apne blog me dikhana chahti hu..
Waqt ke sath jindagi kaise badalte Hain. yah ham pahadiyon se poochho. pahle Jahan ghanton Pani ki line mein Lage rahte the. Jahan Pani le...
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें